Wednesday, 9 October 2013

Reduce Dengue Fever





There are few tips to reduce the dengue fever. This is method is according to pepole experience and there is no scientific proof;

1.. Papaya kay patton ka rass istamal karna chahye.

2.. Apple kay juice main lemon kay  qatray daal ker istamal karna behtrareen hay.

3.. Pomeegrante ( anaar) ko apne  istamal main rakahain.

4..Mosami phalon ka juice rozana istamal main rakhna hay .

5.. Roz subha sham aik anda istamal karna hay .

6.. Roz subha, dopehar or shaam ko aik glass doodh bhee istamal karna hay .

7.. Bukhar ko berhne na daena hay  ager taiz ho jae tou baraf k pani ki pattiyan rakain.Her 6 hour baad 2 panadol daena hay .

8.. Bukhar khatam hone kay bad bhi kuch roz  tak juices ka istamal kertay rahena hay .




Thanks for Reading


No comments:

Post a Comment